SONG: Thi Jinse Palb Har Ki Pehchan Bane Wo Ab Man Me Mehman - थी जिनसे पल भर की पहचान बने वो अब मन मे मेहमान

Thi Jinse Palb Har Ki Pehchan Bane Wo Ab Man Me Mehman - थी जिनसे पल भर की पहचान बने वो अब मन मे मेहमान

LYRICS:
thi jinse pal bhar ki pahchan, bane wo ab man me mehman ye kya pagalpan hai, ye kya pagalpan hai thi jinse pal bhar ki pahchan hue hai jab se wo apne hue hai jab se wo apne, mai dekhu din me bhi sapne ye kaisi uljhan hai, ye kya pagalpan hai thi jinse pal bhar ki pahchan kisi ki har kisi ki jeet, kisi ki har kisi ki jeet anokhi hai yaha ki reet anokhi hai yaha ki reet, bina sur gunjta sangeet ye kaisa gunjan hai, ye kya pagalpan hai thi jinse pal bhar ki pahchan gulabi jindagi ki bhor, gulabi jindagi ki bhor sunahri hai kiran ki dor, sunahri hai kiran ki dor bandhne aaya hai chitchor, bandhne aaya hai chitchor ye kaisa bandhan hai, ye kya pagalpan hai