SONG: The Don Waltz - दा डॉन वॉल्स

The Don Waltz - दा डॉन वॉल्स

LYRICS:
dilkashi aur dilbari uski hai jadugari oh oh dilkashi aur dilbari uski hai jadugari oh jiski aankhi hai taare thera jis pal hai saare ae dil ye sach hai kya aaj wo hai aa hi gaya zara dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun aa gaya aa gaya laut ke dekho don jo na samjha koi main wohi raaz hu jo kisi ka nahi hai wo andaaz hu jo na samjha koi main wohi raaz hu jo kisi ka nahi hai wo andaaz hu main samundar se gehra main kahi kab hu thehra main hu jaise dhuaan ye dhuaan kahi hai rukta kaha zara dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun aa gaya aa gaya laut ke dekho don tu nahi hai dhuan ik shola hai tu meri jaan paas tere magar aaungi tujh mein hi jalke mar jaongi mujhko chaha to paaoge kya main kaha jaaonga mera kya hai pata zara dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun aa gaya aa gaya laut ke dekho don dekho don