SONG: Thandi Thandi Ye Hawa Thanda Thanda Pani - ठंडी ठंडी ये हवा ठंडा ठंडा पानी

Thandi Thandi Ye Hawa Thanda Thanda Pani - ठंडी ठंडी ये हवा ठंडा ठंडा पानी

LYRICS:
thandi thandi ye hawa thanda thanda pani dil se dil milaiye to hogi meharbani sun chuki hu bar bar betuki kahani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa meharbani meharba aap hampe kijiye meharbani meharba aap hampe kijiye kah rahi hu aapse dillagi na kijiye gussa agar aa gaya kya karogi jani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa thanda thanda pani dil se dil milaiye to hogi meharbani thandi thandi ye hawa ae huzur ye gurur kisliye bataiye ae huzur ye gurur kisliye bataiye iltiza hai aapse ab to maan jaiye chaar din ka husn ye chaar din jawani dil se dil milaiye to hogi meharbani sun chuki hu bar bar betuki kahani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa hosh me aa jaaiye majanu miya aaj se hosh me aa jaaiye majanu miya aaj se warna tum rahoge kisi kaam ke naa kaaj ke baat kijiye akal ki chhodo ye naadani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa thanda thanda pani dil se dil milaiye to hogi meharbani thandi thandi ye hawa pyar ka majak na udaiyega janeman pyar ka majak na udaiyega janeman aap kaale bheel hai mai hasin gulbadan aji thande dil se sochiye mai nahi diwani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa thanda thanda pani chup se chale jaiye ji hogi meharbani thandi thandi ye hawa