SONG: Thahar Jaa Jhute Bolne Wale - ठहर जा झूठ बोलने वाले

Thahar Jaa Jhute Bolne Wale - ठहर जा झूठ बोलने वाले

LYRICS:
tahar ja tahar ja tahar ja jhuth bolne wale jhuth bolne wale tahar ja tahar ja bach ke kidhar tu jayega tu kab tak jhuth chhupayega bach ke kidhar tu jayega tu kab tak jhuth chhupayega jhuth bol kar baniya dekho ek ka do bnaata hai jhuth bol kar baniya dekho ek ka do bnata hai nahi sharm hai uase kisi ki nahi sharm hai uase kisi ki nahi police se ghabrata hai din dahaade thagata sabko din dahaade thagata sabko jhuthi kasme khata hai lambi chaudi baat bna kar wo to khub kmaata hai phir ek din aisa aata hai ye joda dhan rah jata hai phir ek din aisa aata hai ye joda dhan rah jata hai uase sipahi maut ka aakar uase sipahi maut ka aakar haath pakad le jata hai haath pakad le jata hai aankh pakad le jata hai aankh pakad le jata hai aankh khol kar dekh le jhuthe aankh khol kar dekh le jhuthe jhuth bol kya payega jhuth bol kya payega bach kar kidhar tu jayega tu kab tak jhuth chhupayega bach kar kidhar tu jayega tu kab tak jhuth chhupayega