SONG: Tha Man Me Ek Sansar Basa Ashao Ka - था मन में एक संसार बसा आशाओं का

Tha Man Me Ek Sansar Basa Ashao Ka - था मन में एक संसार बसा आशाओं का

LYRICS:
tha man me ek sansar basa aashao ka tha man me ek sansar basa aashao ka pawan suhawan chaman khilaye tha chaun aur aaya patajhad ka jhoka chaman ujad diya aaya patajhad ka jhoka chaman ujad diya sab miti umange khun hua armano ka tha man me ek sansar basa aashao ka