SONG: Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na, Ki Ek Pal Bhi Tujh Bin Jiya Jaye Na - तेरी याद दिल से पिया जाये ना, के एक पल भी तुझ बिन जिया जाये ना

Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na, Ki Ek Pal Bhi Tujh Bin Jiya Jaye Na - तेरी याद दिल से पिया जाये ना, के एक पल भी तुझ बिन जिया जाये ना

LYRICS:
teri yaad dil se piya jaye na teri yaad dil se piya jaye na ke ek pal bhi tujh bin jiya jaye na teri yaad dil se zudai me teri mai ro ro maru mai ro ro maru zudai me teri mai ro ro maru mai ro ro maru magar gam kisi ko diya jaye na magar gam kisi ko diya jaye na teri yaad dil se piya jaye na dhadkne se dil ke pata chal gaya pata chal gaya dhadkne se dil ke pata chal gaya pata chal gaya mohabbat na ho to jiya jaye na mohabbat na ho to jiya jaye na teri yaad dil se piya jaye na tu apne diwane ko aa kar to dekh aa kar to dekh tu apne diwane ko aa kar to dekh aa kar to dekh ke daman siye aur siya jaye na ke daman siye aur siya jaye na teri yaad dil se piya jaye na