SONG: Teri Yaad Aaye Tu Aa Ja Sajanwa - तेरी याद आए तेरी याद आए तेरी याद आए

Teri Yaad Aaye Tu Aa Ja Sajanwa - तेरी याद आए तेरी याद आए तेरी याद आए

LYRICS:
teri yaad aaye teri yaad aaye teri yaad aaye aaja sajanwa aaja sajanwa aaja aaja teri yaad aaye main nishani ko teri sine laga ke main nishani ko teri sine laga ke aasha ke jhute bahane banake aasha ke jhute bahane banake rote huye dil ko deti dilasha vo lout aaye vo lout aaye aaja sajanwa aaja sajanwa aaja aaja teri yaad aaye duniyan hai kahati ke kal chand nikale duniyan hai kahati ke kal chand nikale mujhe kya khushi chand nikale na nikale mere din hai kale meri raat kali mere din hai kale meri raat kali mere chand tu phir nikal kyun na aaye mere chand tu phir nikal kyun na aaye aaja aaja teri yaad aaye main hosh mein hun behosh bhi hun main hosh mein hun behosh bhi hun tera naam leti khamosh hun piya meri khamoshi tujhko bulaye piya meri khamoshi tujhko bulaye bina tere mujhko nahi chain aaye bina tere mujhko nahi chain aaye aaja aaja teri yaad aaye teri yaad aaye