SONG: Teri Toh Chand Sitaron Mein - तेरी तो चाँद सितारों में बात होती हैं

Teri Toh Chand Sitaron Mein - तेरी तो चाँद सितारों में बात होती हैं

LYRICS:
teri to chand sitaro mein baat hoti hain teri to chand sitaro mein baat hoti hain chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hain chaman chaman mein mere junun se vo shohrat hai tere jalwon ki mere junun se vo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jao hajaron mein baat hoti hain chaman chaman mein sitam wo karte hai jis par badi tawazo se sitam wo karte hai jis par badi tawazo se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hain chaman chaman se tere shavaab ko dekha sharab chhut gayi tere shavaab ko dekha sharab chhut gayi yahi sharab ke maaro mein baat hoti hain teri to chand sitaro mein baat hoti hain chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hain chaman chaman mein