SONG: Teri Taqdeer Ka Sitara Kamaal Hai, Milega Jarur Tujhe Jiska Khyal Hai - तेरी तकदीर का सितारा कमाल हैं, मिलेगा जरूर तुझे जिसका ख्याल हैं

Teri Taqdeer Ka Sitara Kamaal Hai, Milega Jarur Tujhe Jiska Khyal Hai - तेरी तकदीर का सितारा कमाल हैं, मिलेगा जरूर तुझे जिसका ख्याल हैं

LYRICS:
bol meri jan tu kon hai bol kaha se ayi hai asman se dil ka hal batayegi bataungi jadu jara dikhayegi dikhaungi to bata kya kahti sahjade ki taqdir are wah wah wah wah teri taqdir ka sitara kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai teri taqdir ka sitara kamal hai dil hai tera khoya ye kaise bure hal me kisike kale bal me kisiki thedi chal me hua hai diwana tu kiske khyal me fasa hai kaise jal me tu pad ke jamal me tune kaise jana ke mera bura hal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai teri taqdir ka sitara kamal hai dekho to hai kahti ye hath ki lakir kya hai meri taqdir kya karu mai taqdir ka aake hi rahega shikar tere teer me sone ki janjir me ye likha taqdir me teri taqdir ka sitara kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai tum phir yaha kyu aye ho apne gunah ka kafar ada karne chale jao yaha se mai tumhari surat bhi dekhna nahi chahti ayinda mai khud apni surat chipane ki kosis karunga lekin is wakt khuda ke liye mere sath chalo sochne ka waqt nahi hai jyada jaldi karo acha bandhuga mai sehra ghadi wo kab ayegi wo meri ban jayegi mujhe mil jayegi jadu ka ye surma tu ankho se lagale muche bhi mundale tu dadi bhi katale dekh phir kaisa fakiro ka kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai milegi milegi are jarur milegi teri taqdir ka sitara kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai teri taqdir ka sitara kamal hai teri taqdir ka sitara kamal hai milega jarur tujhe jiska khyal hai