SONG: Teri Rahon Me Kahde Hai Dil Tham Ke - तेरी राहों में खड़े है दिल थाम के

Teri Rahon Me Kahde Hai Dil Tham Ke - तेरी राहों में खड़े है दिल थाम के

LYRICS:
ho teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke badal barse duniyan jane badal barse duniyan jane badal barse duniyan jane ankhiyon barse koi na jane dil ki lagi ko dil hi jane teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke kis chhaliye pe ye dil aaya kis chhaliye pe ye dil aaya kis chhaliye pe ye dil aaya patthar se shisha takraya na vo apna na vo paraya teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke meri ankhiyon ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai jarur teri raahon mein kahde hai dil tham ke hay hum hai diwane tere naam ke