SONG: Teri Raho Me Khade Hai Dil Tham Ke - तेरी राहों में खड़े हैं दिल थाम के

Teri Raho Me Khade Hai Dil Tham Ke - तेरी राहों में खड़े हैं दिल थाम के

LYRICS:
teri raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke teri raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur teri raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke baadal barse duniya jane, baadal barse duniya jane baadal barse duniya jane, ankhiya barse koi na jane dil ki lagi ko dil hi jane raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur teri raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke kis chhaliye pe ye dil aaya, kis chhaliye pe ye dil aaya kis chhaliye pe ye dil aaya, pathar se shisha takaraya na wo apna na wo paraya raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke meri ankhiyo ke nur mere dil ke surur chahe raho dur dur tujhe pana hai zarur teri raaho me khade hai dil thaam ke haye hum hai deewane tere naam ke