SONG: Teri Mehfil Me Sabhi Kuch Hai, Magar Pyaar Nahi - तेरी महफ़िल में सभी कुछ हैं, मगर प्यार नहीं

Teri Mehfil Me Sabhi Kuch Hai, Magar Pyaar Nahi - तेरी महफ़िल में सभी कुछ हैं, मगर प्यार नहीं

LYRICS:
teri mehfil me sabhi kuch hai magar pyar nahi teri mehfil me sabhi kuch hai magar pyar nahi teri mehfil me ye chamakte huye kangan ye damakte huye haar ye chamakte huye kangan ye damakte huye haar ye sabhi laal guhar hai tere kadmo pe nisar ye sabhi laal guhar hai tere kadmo pe nisar phir bhi berang sa hai kyu teri mehfil ka chinar teri mehfil me sabhi kuch hai magar pyar nahi teri mehfil me teri masti bhari in aankho ke bimar bhi hai teri masti bhari in aankho ke bimar bhi hai teri aawara si julfo ke giraftaar bhi hai teri aawara si julfo ke giraftaar bhi hai teri in shokh adao ke talabgaar bhi hai teri mehfil me sabhi kuch hai magar pyar nahi teri mehfil me aur kuch la na saka ye dil-e-diwana mera aur kuch la na saka ye dil-e-diwana mera bas yahi pyar bhara geet hai nazrana mera bas yahi pyar bhara geet hai nazrana mera taake phir kah na sake jagwa ye mastana mera teri mehfil me sabhi kuch hai magar pyar nahi teri mehfil me