SONG: Teri Meharbani Hogi Teri Meharbani - तेरी मेहरबानी होगी तेरी मेहरबानी

Teri Meharbani Hogi Teri Meharbani - तेरी मेहरबानी होगी तेरी मेहरबानी

LYRICS:
teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani haye badi meharbani chilman utha ke surat dikha ke mera salam le haye mera salam le fir muskura ke najre jhuka ke dil ka paiyam le are dil ka paiyam le, haye mera salam dil ka paiyam najro se kaam le le teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani teri meharbani hogi ha teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani o bekarar mat baar baar yu mera naam le are mat mera naam le o kare intejar gam se na haar himmat se kaam le, are himmat se kaam le sun ye paiyam dil apna thaam himmat se kaam le teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani sabkuch luta ke husn ki sarkar ke liye meri sarkar ke liye kab se taras raha hu mai didar ke liye tere didar ke liye o duniya badal chuki hai dile bekarar ki aankho ko aur dena saja intejar ki sabkuch luta ke husn ki sarkar ke liye meri sarkar ke liye jab kabhi teri judai mujhe tadpaati hai karvate lete huye raat gujar jati hai tere jalvo ki kasam apni mohabbat ki kasam har ghadi dil se yehi ek sada aati hai teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani majburiya hai ishq me nakamiya nahi are nakamiya nahi lekin mujhe kabul badnamiya nahi teri badnamiya nahi tujhko khabar nahi hai ye manjil nasib hai gam jiska ho nasib vo khusnasib hai majburiya hai ishq me nakamiya nahi are nakamiya nahi apni betab tamannao ka ijhar na kar jabat kitab nahi dil me to fir pyar na kar ae dekh diwane yu tohin mohabbat karke khud gunahgar na ho mujhko gunahgare na kar sun teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani ae jane intjaar ye takrar chhod de are takrar chhod de, aisa na ho ki dam tera bimar tod de, tera bimar tod de ho ishq rushwai se darta hai na badnami se aahe aag kuch badh jati hai khuch nakami se, duniya kahegi kya are nakam soch le, are nakam soch le aagaj ishq hai abhi anjam soch le are anjam soch le o tujhko malum nahi ishq kise kehte hai aahe hai jale lakh magar, ashq nahi behte hai laila majnu ke fasane ki kasam heer ranjhe ke jamane ki kasam shree pharhad ki chahat ki kasam wam ijarat ki mohabat ki kasam o bewfa bewfa bewfa haye bewfa duniya ki bate pe na ja todakar dil ko qayamat na utha todakar dil ko qayamat na utha tu bhi khudgarj na ban mujhko bhi laila na bana raaz ko raaz hi rakh dekh fasana na bana raaz ko raaz hi rakh dekh fasana na bana jidd na kar jidd na kar jidd na kar hosh me aana na fariayad na kar gam se gabrakar mohabbat ko tamasha na bana teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani chilman utha ke surat dikha ke mera salam le are mera salam le o bekrar mat baar baar yu mera naam le are mat mera naam le mera payam dil ka salam najro se kaam le le teri meharbani hogi teri meharbani haye badi meharbani, haye badi meharbani