SONG: Teri Mast Nigaho Ne Banaya Hai Hame Diwana - तेरी मस्त निगाहों ने बनाया है हमें दीवाना

Teri Mast Nigaho Ne Banaya Hai Hame Diwana - तेरी मस्त निगाहों ने बनाया है हमें दीवाना

LYRICS:
teri mast nigaho ne banaya hai hame diwana teri mast nigaho ne banaya hai hame diwana na jane na jane tujhme kya kya dekha jo laye dil ka najrana o teri mast nigaho ne tumhi bolo mohabbat ke siva kuch or aata hai jaha dekhi hasin surat vahi dil baith jata hai rahe honge hum bhavre lekin bana lo ab to parvana teri mast nigaho ne banaya hai hame diwana teri mast nigaho ne husn kya hai na dekho agar dikhane ko machlta hai kisi ko dekh ke dekhe to phir tevar badalta hai kisi ke naam se kyo kahte ho oji tum apna afsana teri mast nigaho ne banaya hai hame diwana teri mast nigaho ne ye ek tarfa mohabbat kya kabhi pucha bhi hai hamse kabhi uthte nahi badal ijajat leke mausam se jamane se ye chala aata hai pyar me jina mar jana o teri mast nigaho ne banaya hai hame diwana na jane na jane tujhme kya kya dekha jo laye dil ka najrana teri mast nigaho ne