SONG: Teri Khatao Ki Kya Du Saza - तेरी खताओं की क्या दूँ सज़ा

Teri Khatao Ki Kya Du Saza - तेरी खताओं की क्या दूँ सज़ा

LYRICS:
pal bhar ka mehman hai tu sanam baate bahut hai magar waqt kam maine kaha tune suna teri khatao ki kya du saza teri marji hai kya ha teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa teri khatao ki kya du saza teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa jee bhar ke kitna sataya hai mujhko sataya hai mujhko jee bhar ke kitna sataya hai mujhko hans hans ke kitna rulaya hai mujhko kadmo pe apne jhukaya hai mujhko jhukaya hai mujhko aankhe utha mujhse najre mila teri marji hai kya ha teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa rote huye apne dil ko hansa lu dil ko hansa lu rote huye apne dil ko hansa lu gin gin ke main sare arma nikalu jeene du ya jaan se maar dalu jaan se maar dalu hai mere hatho me ye faisla teri marji hai kya ha teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa jaisa kahe waisa insaaf kar du insaaf kar du jaisa kahe waisa insaaf kar du pal bhar me jhagda tera saaf kar du maafi agar maang le maaf kar du maang le maaf kar du khamosh kyu ke sitamgar bata teri marji hai kya o teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa teri khatao ki kya du saza teri marji hai kya bewafa, bewafa, bewafa bewafa haye bewafa