SONG: Teri Kafir Nigah Kar Gayi Dil Ko Tabah Jab Se - तेरी काफ़िर निगाह कर गयी दिल को तबाह जब से

Teri Kafir Nigah Kar Gayi Dil Ko Tabah Jab Se - तेरी काफ़िर निगाह कर गयी दिल को तबाह जब से

LYRICS:
teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah teri nazar me bhi mera fasana hai kar le pyar piya yahi to zamana hai darne se ab kya hasil mil jane de dil se dil darne se ab kya hasil mil jane de dil se dil pyar nahi hai gunah teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah ankhiyo se baskar dil me samaye ho pehli bar meri duniya pe chhaye ho tan me man me dole re man ki dhadkan bole re tan me man me dole re man ki dhadkan bole re teri pehli nigah teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah chahe to sahib gamo ki rat ho chahe kabhi nahi teri meri bat ho par mere ban jaoge ek din balma aaoge par mere ban jaoge ek din balma aaoge dil se dil ko hai rah teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah jab dil ko huyi dil se milne ki chah o teri kafir nigah