SONG: Teri In Adao Ne Is Dil Ko - तेरी ईन अदाओं ने इस दिल को

Teri In Adao Ne Is Dil Ko - तेरी ईन अदाओं ने इस दिल को

LYRICS:
teri in adaon ne is dil ko ghayal kr diya jiyen ham kis tarah jaanam jiyen ham kis tarah jaanam jina hi mushkil kr diya teri in adaon ne is dil ko ghayal kr diya jiyen ham kis tarah jaanam jina hi mushkil kr diya teri in adaon ne julfon mein tera chehra hai jaanam chand badli mein jaise tu muskuraye to maine jana phool khilte hai kaise ooo jane jaa shrmaa naa aese mujhse najar chura naa aese teri in adaon ne haan teri in adaon ne is dil ko ghayal kr diya jiyen ham kis tarah jaanam jiyen ham kis tarah jaanam jina hi mushkil kr diya teri in adaon ne tere badan ki mastani khushboo pyaar dil mein jagayen har khwaab mera ho jaaye saccha tu jo baahon mein aayen dil ki lagi dikhaun tujhko aa pyaar main sikhaun tujhko teri in adaon ne haan teri in adaon ne is dil ko ghayal kr diya jiyen ham kis tarah jaanam jiyen ham kis tarah jaanam jina hi mushkil kr diya teri in adaon ne is dil ko ghayal kr diya jiyen ham kis tarah jaanam jina hi mushkil kr diya teri in adaon ne