SONG: Teri In Aankhon Ne Kiya Bimaar Haay - तेरी इन आँखों ने किया बीमार हाय

Teri In Aankhon Ne Kiya Bimaar Haay - तेरी इन आँखों ने किया बीमार हाय

LYRICS:
teri in aankhon ne kiya bimaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay tere in jalwon ne diya aazaar haay tere in jalwon ne diya aazaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay main hu aur raah teri, dil mein ho chaah teri main hu aur raah teri, dil mein ho chaah teri yu hi madhosh rahu, yu hi sarashaar haay yu hi madhosh rahu, yu hi sarashaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay tera deewana rahu, sabse begaana rahu tera deewana rahu, sabse begaana rahu ho teri chaahat mein, lab pe har baar haay ho teri chaahat mein, lab pe har baar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay tere in jalwon ne diya aazaar haay tere in jalwon ne diya aazaar haay teri in aankhon ne teri in aankhon ne kiya bimaar haay teri in aankhon ne kiya bimaar haay