SONG: Teri Gali Se Bahut Bekarar Ho Ke Chale - तेरी गली से बहुत, बेक़रार हो के चले

Teri Gali Se Bahut Bekarar Ho Ke Chale - तेरी गली से बहुत, बेक़रार हो के चले

LYRICS:
teri gali se bahut, bekarar ho ke chale shikar karne ko aaye, shikar ho ke chale dil par kisi ka tire nazar, khake reh gaye dil par kisi ka tire nazar, khake reh gaye hum apne dil ko aap hi, tadpa ke reh gaye dono ke dil me josh tha, do nau jawan the dono ke dil me josh tha, do nau jawan the lekin juban latke hue, bejuban the lekin juban latke hue, bejuban the dono kisi khyal se, sarmake reh gaye dono kisi khyal se, sarmake reh gaye dil par kisi ka tire najar, khake reh gaye itna to hosh hai ke, najar se najar mili itna to hosh hai ke, najar se najar mili dil ki na uske bad hame, kuch khabar mili dil ki na uske bad hame, kuch khabar mili hum hosh me jab aaye to, pachtake reh gaye hum hosh me jab aaye to, pachtake reh gaye dil par kisi ka tire najar, kha ke reh gaye hum apne dil ko aap hi, tadpa ke reh gaye