SONG: Teri Duniya Se Jate Hain, Chupaye Dil Me Gam Apna - तेरी दुनिया से जाते है, छुपाये दिल में गम अपना

Teri Duniya Se Jate Hain, Chupaye Dil Me Gam Apna - तेरी दुनिया से जाते है, छुपाये दिल में गम अपना

LYRICS:
teri duniya se jate hai chhupaye dil me gam apna liye jate hai aankho me kisi se pyar ka sapna teri duniya se jate hai chhupaye dil me gam apna kagze dil pe kabhi humne milke gaye the jo nagme kagze dil pe kabhi humne milke gaye the jo nagme unhe tum bhul hi jana hume bhi yaad mat karna teri duniya se jate hai chhupaye dil me gam apna gam ke tufan ka saya har ghadi tha sar pe chhaya gam ke tufan ka saya har ghadi tha sar pe chhaya kaise mumkin tha aise me shama aye pyar ka jalna teri duniya se jate hai chhupaye dil me gam apna teri duniya se jate hai