SONG: Teri Duniya Se Dur, Chale Hoke Majboor, Hamen Yaad Rakhna - तेरी दुनिया से दूर, चले होके मजबूर

Teri Duniya Se Dur, Chale Hoke Majboor, Hamen Yaad Rakhna - तेरी दुनिया से दूर, चले होके मजबूर

LYRICS:
teri duniya se dur, chale hoke majbur hame yad rakhna teri duniya se dur, chale hoke majbur hame yad rakhna jao kahi bhi sanam,tumhe itni kasam hame yad rakhna jao kahi bhi sanam,tumhe itni kasam hame yad rakhna ho teri duniya se dur ayengi bahare to tere hi fasane sunayegi hame ayengi bahare to tere hi fasane sunayegi hame hogi tanhai to ake teri yade rulayegi hame rulayegi hame, tadapyegi hame kabhi dekhi thi bahar,kabhi ham se tha pyar jara yad rakhna, jao kahi bhi sanam,tumhe itni kasam hame yad rakhna ho teri duniya se dur leja janevale duaye mere dil ki kisi se kya gila, leja janevale duaye mere dil ki kisi se kya gila, teri hi khata hai,na meri hi khata hai jo hona tha hua, jo hona tha hua, hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar,kahe dil ki pukar hame yad rakhna, teri duniya se dur, chale hoke majbur hame yad rakhna jao kahi bhi sanam,tumhe itni kasam hame yad rakhna ho teri duniya se dur