SONG: Teri Duhai Harjaayi Tere Naam Se Mai Badnaam Ho Gayi - तेरी दुहाई हरजाई तेरे नाम से मै बदनाम हो गई

Teri Duhai Harjaayi Tere Naam Se Mai Badnaam Ho Gayi - तेरी दुहाई हरजाई तेरे नाम से मै बदनाम हो गई

LYRICS:
tumhare hi dam kadam se to jike mar rahe or mar ke ji rahe hai bichad ke tumse to vo na murad na ji rahe hai na mar rahe hai tere lab pe yuhi mera naam aaya mai samjha mohabbat ka paigam aaya teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi chhoti si umar me chote se ilzam se mai badnaam ho gayi teri duhai harjayi tere naam se mai badnam ho gayi sab kuch hai ek bahana logo ne ye jana sab kuch hai ek bahana logo ne ye jana ya tumse milne mai ja rahi hu ya tumse milke mai aa rahi hu ghar se jab mai nikali thi piya ke mai badnaam ho gayi badnaam ho gayi mai badnaam ho gayi