SONG: Teri Chhoti Si Ek Bhul Ne Sara Gulshan Jala Diya - तेरी छोटी सी एक भूल ने सारा गुलशन जला दिया

Teri Chhoti Si Ek Bhul Ne Sara Gulshan Jala Diya - तेरी छोटी सी एक भूल ने सारा गुलशन जला दिया

LYRICS:
teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi jane kaha ki rit hai ye koi kare aur koi bhare nyay nahi anyaya hai ye doshi jiye nirdosh mare sun le tu ae qaafil tujhse kahe tera dil teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi tune adhere de ke ise chhin li naino ki muskan sanjh savere raat aur din iske liye ek saman sun le tu ae qaafil tujhse kahe tera dil teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi tere chalan ki aandhi ne dekh le kitane ghar lute bikhar gaye rishte nate jivan ke sathi chhute sun le tu ai qaafil tujhse kahe tera dil teri chhoti si ek bhul ne sara gulshan jala diya kya mahakege phir phul kabhi kya phir se bahare aayegi