SONG: Teri Chamakti Aankho Ke Aage Ye Sitare Kuch Bhi Nahi - तेरी चमकती आँखों के आगे ये सितारे कुछ भी नहीं

Teri Chamakti Aankho Ke Aage Ye Sitare Kuch Bhi Nahi - तेरी चमकती आँखों के आगे ये सितारे कुछ भी नहीं

LYRICS:
teri chamakti aankho ke aage ye sitare kuch bhi nahi tu jo badha de hath zara, dunia ke sahare kuch bhi nahi teri chamakti aankho ke aage ye sitare kuch bhi nahi man liya dilkash hai bahut, ye rat hasi ye chand java man liya dilkash hai bahut, ye rat hasi ye chand java baat jo dekhi hai tujh me, nazaro me vo baat kaha samne mere tu ho agar, duniya ke nazare kuchh bhi nahi teri chamakti aankho ke aage ye sitare kuch bhi nahi sath hai mere tu jab tak, roshan hai jivan ki rahe sath hai mere tu jab tak, roshan hai jivan ki rahe kyu ho mujhe manzil ka gam, patvar hai jab teri bahe manjhi hai gar tu naiya ka, tufan ke dhare kuch bhi nahi teri chamakti aankho ke aage ye sitare kuch bhi nahi bandh liya bandhan me tumhe, bas me kar liya baharo ko hai ye vo bandhan jo kar de azad gamo ke maro ko pyar ki tere chav mile to gam ke sharare kuch bhi nahi teri chamakti aankho ke aage ye sitare kuch bhi nahi