Teri Berukhi - तेरी बेरुखी
LYRICS:
teri berukhi aur teri meharbaani
yahi maut hai aur yahi zindgaani
wahi ek fasana wahi ek kahani
jawani jawani jawani jawani
labo par tabassum toh aankhon mein paani
yahi hai yahi dil jalon ki nishani
batau hai kya aashuo ki haqiqat
jo samajho to sab kuch na samajho to paani