SONG: Teri Ankho Ne In Ankho Se Jo Baat Kahi - तेरी आँखों ने इन आँखों से जो बात कहीं

Teri Ankho Ne In Ankho Se Jo Baat Kahi - तेरी आँखों ने इन आँखों से जो बात कहीं

LYRICS:
teri ankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye teri ankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye chamam ke jab kabhi kali bante saba dabi aawaj me kaliyo se kaha raho hoshiyar o chaman walo jara raho hoshiyar o chaman walo jara hoye ram ye jane ye tut ke bijli kab gir jati hai teri aankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye tumhare pyar ki koi mithi nazar ghadi bar ke liye sahara de agar to mojo me rahu kinara chodkar to mojo me rahu kinara chodkar o char din to toofano se kab ghabrate hai teri aankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye yahi banki ada yahi diwanapan ye dil ki dhadkane ye man ki lagan salamat hai agar to fir ae janeman salamat hai agar to fir ae janeman char kadam tum chalkar dekho fir manjil aa jaye teri aankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye teri aankho ne in aankho se jo baat kahi ham jaan gaye teri bato me kya baat chupi ham bato se pehchan gaye