SONG: Teree Shokh Najar Kaa Ishaara - तेरी शोख़ नज़र का इशारा

Teree Shokh Najar Kaa Ishaara - तेरी शोख़ नज़र का इशारा

LYRICS:
teri shokh najar ka ishaara meri viran raato ka taara teri shokh najar ka ishaara teri baanho ka jab hai sahaara piya majhadhaar bhi hai kinaara teri baanho ka jab hai sahaara teri shokh najar ka ishaara meri viran raato ka taara teri shokh najar ka ishaara nikale hain raahi masti me dube manjil ka kya hai mile na mile nikale hain raahi masti me dube manjil ka kya hai mile na mile tum saath ho toh kismat se apni shikave kaha ke, kaha ke gile o ji o teri shokh najar ka ishaara meri viran raato ka taara teri shokh najar ka ishaara teri baanho ka jab hai sahaara piya majhadhaar bhi hai kinaara teri baanho ka jab hai sahaara ik khwaab sa hai ya hai kahaani kuchh hai yakin kuchh yakin bhi nahi ik khwaab sa hai ya hai kahaani kuchh hai yakin kuchh yakin bhi nahi ham toh yah jaane sach hai ya sapna jo tum nahi ho toh, ham bhi nahi o ji o teri baanho ka jab hai sahaara piya majhadhaar bhi hai kinaara teri baanho ka jab hai sahaara teri shokh najar ka ishaara meri viran raato ka taara teri shokh najar ka ishaara