SONG: Teree Dooniya Me Nahi Koyi Hamara Apna - तेरी दुनिया में नहीं कोई हमारा अपना

Teree Dooniya Me Nahi Koyi Hamara Apna - तेरी दुनिया में नहीं कोई हमारा अपना

LYRICS:
teri duniya me nahi koyi hamara apna besaharo ko zara de de sahara apna, de de sahara apna teri duniya me nahi koyi hamara apna besaharo ko zara de de sahara apna, de de sahara apna dil ke manzar me nigaho me ujale hai tere tere godi ke ye bacche hai jo khale hai tere tu hi himmat de chahane wale hai tere tu hi apna le hame gaate hai teri rachana besaharo ko zara de de sahara apna, de de sahara apna roz lete hain tera naam jiye jate hain pyas lagati hai toh aansu hi piye jate hain ham bure hi sahi lekin tere kehlate hain tu daya ki hai nadi tu hai kinara apna besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna rup lakho hain tere hu koyi majbur nahi koyi zarra nahi jisme ke tera nur nahi apne bando se kisi hal me tu dur nahi, tu dur nahi tune har kam jo bigada woh sanwara apna besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye, aaye tufan aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye aaye mushkil jo yatimo ko satane ke liye apne bachcho ko tu aa jana bachane ke liye apne bachcho ko tu aa jana bachane ke liye bachane ke liye, bachane ke liye apne bachcho ko tu aana bachane ke liye apne bachcho ko tu aana bachane ke liye