SONG: Teree Aankhon Kee Chaahat Me - तेरी आँखों की चाहत में

Teree Aankhon Kee Chaahat Me - तेरी आँखों की चाहत में

LYRICS:
teri aankho ki chahat me to mai sabkuch luta dunga teri aankho ki chahat me to mai sabkuch luta dunga mohabbat kaise ki jati hai mohabbat kaise ki jati hai duniya ko dikha dunga teri aankho ki chahat me tere najuk hasin kadamo ke niche humsafar mere o humsafar mere jaha hoga koyi kanta jaha hoga koyi kanta waha mai dil bicha dunga teri aankho ki chahat me tamanna hai ke roshan ho teri duniya teri mahafil tamanna hai ke roshan ho teri duniya teri mahafil teri duniya teri mahafil ujala mil sake tujhko to mai ghar bhi jala dunga teri aankho ki chahat me baharo chij kya hai phul kaliya kisko kahate hai ki kaliya kisko kahate hai lahu mera salamat mai lahu mera salamat mai tera jivan saja dunga teri aankho ki chahat me to mai sabkuch luta dunga mohabbat kaise ki jati hai mohabbat kaise ki jati hai duniya ko dikha dunga teri aankho ki chahat me