SONG: Tere Sadke Mila De Mera Yaar Uper Wale - तेरे सदके मिला दे मेरा यार ऊपरवाले

Tere Sadke Mila De Mera Yaar Uper Wale - तेरे सदके मिला दे मेरा यार ऊपरवाले

LYRICS:
tere sadke mila de mera yar uparwale tere sadke mila de mera yar uparwale dekhu duniya ki mai bhi bahar uparwale dekhu duniya ki mai bhi bahar uparwale jara sunle tu iski pukar uparwale hai ye majnu bada hi bekarar uparwale mushkil me hai ye mohabbat ka rogi kya jane kab ye bala dur hogi dil me jo hai iske sachi mohabbat karde tu beda iska par uparwale jara sunle tu iski pukar uparwale hai ye majnu bada ki bekarar uparwale tere sadke mila de mera yar uparwale rate gujaru mai gin gin ke tare tadpa karu mai mohabbat ke mare bite na jalim judai ki ghadiya sine me lage hai katar uparwale jara sunle tu iski pukar uparwale hai ye majnu bada ki bekarar uparwale tere sadke mila de mera yar uparwale raaz dilo ke tu hi janta hai bando ko malik tu pahchanta hai chupte nahi hai hasino ke chehre karle ye jatan hazar tere sadke mila de mera yar uparwale tere sadke mila de mera yar uparwale