SONG: Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam - तेरे सदके बलम ना कर कोई ग़म

Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam - तेरे सदके बलम ना कर कोई ग़म

LYRICS:
tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan ho, tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan ye samaa ye jahaa phir kahaan tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan din hai suhaane, phir kaun jaane aaye na aae bahaar tu gham ko pi le, dam bhar ko ji le duniya ka kya aetbaar ho ji piyaa, duniya kaa kya aetbaar tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan kaanto me daaman ulajhe na saajan phulo me hans kar guzaar thodi khushi hai, thodi hansi hai dukh zindagi me hazaar ho ji piyaa, dukh zindagi me hazaar tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan naiya milan ki mauje pavan ki, kahti hai tujhko pukaar gaataa chalaa chal, hansta chalaa chal jivan ki nadiyaa ke paar ho ji piyaa, jivar ki nadiya ke paar tere sadake balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan ye samaa ye jahaa phir kahaan tere sadke balam na kar koi gham ye samaa ye jahaa phir kahaan