SONG: Tere Sab Gam Mile Mujhko, Tujhe Kushiyaan Zamane Ki - तेरे सब ग़म मिले मुझको, तुझे ख़ुशियाँ ज़माने की

Tere Sab Gam Mile Mujhko, Tujhe Kushiyaan Zamane Ki - तेरे सब ग़म मिले मुझको, तुझे ख़ुशियाँ ज़माने की

LYRICS:
tere sab gam mile mujhko tere sab gam mile mujhko tujhe kushiyaan zamaane ki saja kuch chahiye aakhir saja kuch chahiye aakhir kisi se dil lagaane ki tere sab gam mile mujhko tere sab gam mitaakar meri duniya o tamaasha dekhne waale mitaakar meri duniya o tamaasha dekhne waale tujhe meri mubaarak ho, tujhe meri mubaarak ho nayi duniya basaane ki tere sab gam mile mujhko tere sab gam udhar chhedi hai phir se ek taaza daastaa tune udhar chhedi hai phir se ek taaza daastaa tune ho taaza daastaa tune idhar to intehaa hone ko hai mere fasaane ki idhar to intehaa hone ko hai mere fasaane ki tere sab gam mile mujhko tere sab gam