SONG: Tere Peechhe - तेरे पीछे पागल नहीं है मेरा दिल

Tere Peechhe - तेरे पीछे पागल नहीं है मेरा दिल

LYRICS:
tere pichhe pagl nahi hai mera dil baithe baithe kyun main chukau tere bil tere pichhe pagl nahi hai mera dil baithe baithe kyun main chukau tere bil chukau tere bil hotlo ke bil mujhko fasana hai bada mushkil had me hi rakhna tu apna ye dil mujhko fasana hai bada mushkil limit me hi rakhna tu apna ye dil kamina ye dil aawara ye dil mere samne baithi hasina khud ko samjh rahi katrina samne baithi ek hasina achhe achhe se wo pati na dekh ke aaye usko pasina itni bhi hot nahi na dhundh rahi mujh jaisa kamina jo milne wala kabhi na jo milne wala kabhi na jo milne wala kabhi na pichhe pichhe mere kyu ghum rahi kyu chakkar kat rahi aage pichhe mer kyu ghum rahi kyu chakkar kat rahi dil ko apne kyu bal rahi tu yu hi jawani dhal rahi ek bat bata de chhori galatfahmi kyu pal rahi galatfahmi kyu pal rahi galatfahmi kyu pal rahi mere itne bhi din bure nahi ki tere siwa koi mile nahi mere itne bhi din bure nahi ki chhori dusri mile nahi chhoro ke jaisa diwana nahi main ki tu aankh mare aur pat jau main chhoro ke jaisa diwana nahi main ki tu aankh mare aur pat jau main fisal jau main fans jau main tere pichhe pagl nahi hai mera dil baithe baithe kyun main chukau tere bil tere pichhe pagl nahi hai mera dil baithe baithe kyun main chukau tere bil chukau tere bil hotlo ke bil kamina ye dil aawara ye dil