SONG: Tere Paas Aa Ke Mera Waqt Gujar Jata Hai - तेरे पास आ के मेरा वक़्त गुज़र जाता है

Tere Paas Aa Ke Mera Waqt Gujar Jata Hai - तेरे पास आ के मेरा वक़्त गुज़र जाता है

LYRICS:
tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai jab kabhi dur se tu mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankho me sanwar jata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai tu wahi hai jise is dil ne sadaye di hai tu wahi hai jise iss dil ne sadaye di hai tu wahi hai jise nazro ne duaaye di hai tu wahi hai ke jo dil le ke mukar jata hai do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai jaam itne teri masti bhari aankho se piye jaam itne teri masti bhari aankho se piye bekhudi me tujhe sajde meri nazro ne kiye tere jalwo me khuda mujhko nazar aata hai pyar hans kar meri aankho me sanwar jata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jata hai teri yaado se mai ghabra ke chali aati hu teri yaado se mai ghabra ke chali aati hu mai har ek qaid ko thukra ke chali aati hu mai nahi aati mujhe pyar idhar lata hai pyar hans kar meri aankho me sanwar jata hai do ghadi ke liye gham jane kidhar jata hai tere pas aa ke mera waqt guzar jata hai