SONG: Tere Mere Pyar Ki Kahaniya Hain - तेरे मेरे प्यार की कहानियाँ हैं, तू नहीं

Tere Mere Pyar Ki Kahaniya Hain - तेरे मेरे प्यार की कहानियाँ हैं, तू नहीं

LYRICS:
tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi pass mere teri sab nishaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi woh mohabbat wahi jawaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi dard ki purvaayiya, gam ki yeh parchhayiya dard ki purvaayiya, gam ki yeh parchhayiya pyar ki yeh rusvayiya, yaar ki yeh rusvayiya ek jaan kitni pareshaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi meherban hai rab bada, yeh agar mangu dua meherban hai rab bada, yeh agar mangu dua rab se mangu aur kya rab se mangu aur kya uske pass sare meherbaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi bediya hain panv me, gam ke in sehraao me bediya hain panv me, gam ke in sehraao me dard ke dariyaao me dard ke dariyaao me aansuo ki raat din rawaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi pass mere teri sab nishaniya hain, tu nahi tu nahi tere mere pyar ki kahaniya hain, tu nahi tu nahi