SONG: Tere Labo Ke Muqabil Gulaab - तेरे लबो के मुकाबिल गुलाब क्या होगा

Tere Labo Ke Muqabil Gulaab - तेरे लबो के मुकाबिल गुलाब क्या होगा

LYRICS:
tere labo ke muqabil gulab kya hoga tere labo ke muqabil gulab kya hoga tu la jawab hai tera jawab kya hoga tere labo ke muqabil teri ada pe fida hum to kya jamana hai teri ada pe fida hum to kya jamana hai nisar tujhpe mere dil ka yah khazana hai tere shawab se badkar ye shawab kya hoga tere shawab se badkar ye shawab kya hoga tere labo ke muqabil tu mushkurye to jaati bahar aa jaaye tu mushkurye to jaati bahar aa jaaye dile bimaar ko phir se karar aa jaaye tere karm ka kisi se hisab kya hoga tere karm ka kisi se hisab kya hoga tere labo ke muqabil