SONG: Tere Khushbu Me Base Khat Mai Jalata Kaise - तेरी खुशबू में बसे ख़त मैं जलाता कैसे

Tere Khushbu Me Base Khat Mai Jalata Kaise - तेरी खुशबू में बसे ख़त मैं जलाता कैसे

LYRICS:
tere khushbu me base khat mai jalata kaise payar mai dube hue khat mai jalata kaise tere hatho ke likhe khat mai jalata kaise jinko duniya ki nigahon se chupaaye rakha jinko ek umr kaleje se lagaaye rakha din jinko jinhe imaan banaye rakha tere khushbu me base khat mai jalata kaise jinka har lafz mujhe yaad tha pani ki tarah yaad they mujhko jo paigaam-e-zubaani ki tarah mujh ko pyare they jo anmol nishani ki tarah. tere khushbu me base khat mai jalata kaise tuune duniya ki nigahon se jo bachakar likhe saalaha-saal mere naam baraabar likhe kabhi din me to kabhi raat ko uthkar likhe tere khushbu me base khat mai jalata kaise payar mai dube hue khat mai jalata kaise tere hatho ke likhe khat mai jalata kaise tere khat aaj mai ganga me baha aayaa hu aag behete hue paani me lagaa aayaa hu