SONG: Tere Khayal Ko Dil Se Lagaye Baithe Hai - तेरे ख्याल को दिल से लगाये बैठे हैं

Tere Khayal Ko Dil Se Lagaye Baithe Hai - तेरे ख्याल को दिल से लगाये बैठे हैं

LYRICS:
tere khyalo ko dil se lagaye baithe hai hum intzar ki dunia basaye baithe hai mohabbat par bahar aati mohabbat par bahar aati jaha gulzar ho jata agar betab najro ko agar betab najro ko tera didar ho jata mere dil ki khushi ban kar agar tum samne aate, samne aate mere dil ki khushi ban kar agar tum samne aate, samne aate to sayad aankho aankho me to sayad aankho aankho me koi ikrar ho jata mila hai dil se dil ye bhi sahara kam nahi mujhko kam nahi mujhko mila hai dil se dil ye bhi sahara kam nahi mujhko kam nahi mujhko nazar se jab nazar milti nazar se jab nazar milti to beda par ho jata mohabbat par bahar aati mohabbat par bahar aati jaha par gulzar hota