SONG: Tere Jivan Ka Hai Karmon Se Naata - तेरे जीवन का हैं कर्मों से नाता

Tere Jivan Ka Hai Karmon Se Naata - तेरे जीवन का हैं कर्मों से नाता

LYRICS:
tere jivan ka hai karmon se naata tere jivan ka hai karmon se naata tu hi apna bhaagya vidhaata jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha tere jivan ka hai karmon se naata aaj tu jisko achchha samjhe jaan le uska kal kya hai kal kya hai soch le chalne se pehle tu un raahon ki manjil kya hai manjil kya hai jo bhi kiya hai aage aata tu itna bhi soch na pata jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha tere jivan ka hai karmon se naata mana ki kale karmon se tujhko khushiya aur sukh milta hai khushiya aur sukh milata hai aasmaan ko chhune wale ye kitne din chalata hai kitne din chalta hai kaahe ret ke mehal banata jhute bal se tu kyun itrata jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha tere jivan ka hai karmon se naata tu hi apna bhaagya vidhaata jaisi likhega karmon ki rekha jaisi likhega karmon ki rekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha dena hoga til til ka lekha