SONG: Tere Jalave Ab Mujhe Harasu Nazar Aane Lage - तेरे जलवे अब मुझे हरसू नज़र आने लगे

Tere Jalave Ab Mujhe Harasu Nazar Aane Lage - तेरे जलवे अब मुझे हरसू नज़र आने लगे

LYRICS:
tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage ibtada ye thi ke dekhi thi khushi ki ek jhalak ibtada ye thi ke dekhi thi khushi ki ek jhalak intaha ye hain ke gam harsu najar aane lage kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage bekarari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi bekarari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi shayad ab taskin ka pahlu najar aane lage tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage khatam karde ae saba ab sham-e-gam ki daasta khatam karde ae saba ab sham-e-gam ki daasta dekh un aankho me bhi aansu najar aane lage tere jalwe ab mujhe harsu najar aane lage kash ye bhi ho ke mujhme tu najar aane lage