SONG: Tere Jaisa Sagar Mein Moti Nahi (Sad) - साया बनके मेरी दुआ तेरे हरदम साथ रहे

Tere Jaisa Sagar Mein Moti Nahi (Sad) - साया बनके मेरी दुआ तेरे हरदम साथ रहे

LYRICS:
saya banke meri dua tere hardam saath rahe hardam saath rahe jab jab dekhe duniya tujhko mujhko yaad kare tu hi tu mujhme jinda main tujhme tu hi tu mujhme jinda main tujhme main tujhse nyara nahi tere jaisa sagar mein moti nahi tere jaisa ambar mein taara nahi