SONG: Tere Hum O Sanam - तेरे हम ओ सनम

Tere Hum O Sanam - तेरे हम ओ सनम

LYRICS:
tere hum o sanam tu jaha mai vaha suraj tu jarra mai tu kaha mai kaha tere hum o sanam kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya pyar ki rah me dil mera kho gaya kya khabar thi mujhe aisa din aayega mahal ka chand bhi mera ban jayega pyar me fark kya tu jaha dil vaha suraj tu jarra mai tu kaha mai kaha tere hum o sanam aapki baat ka kaise aaye yakin kaise nazre uthe itni himmat nahi pyar me ek hai kya jami kya gagan hona kya hai yaha mai na janu sajan kya kahega jahan sochle meharba tere hum o sanam tu jaha mai vaha