SONG: Tere Hatho Me Apni Jindagi Ka Saaj Dete Hai (Duet) - तेरे हाथों में, अपनी ज़िन्दगी का साज़ देते हैं

Tere Hatho Me Apni Jindagi Ka Saaj Dete Hai (Duet) - तेरे हाथों में, अपनी ज़िन्दगी का साज़ देते हैं

LYRICS:
tere hatho me, apni zindagi ka saaz dete hai chale aao bhari mehfil se, hum aawaz dete hai raat bhar humko na uthne diya, maykhane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se haye kya rang hai, kya mastiya ranayi hai aaj jannat, meri aankho me utar aayi hai jab kiya hai kabhi, jannat ka tasavvur humne jab kiya hai kabhi, jannat ka tasavvur humne teri tasvir ubhar aayi hai paymane se teri tasvir ubhar aayi hai paymane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se na bhari bazm se darte ho, na ghabrate ho kaise nadan ho, juda man se lipat jate ho bekhudi me, kisi daman se lipatne ka maja bekhudi me, kisi daman se lipatne ka maja jake puchho, kisi bahke hue diwane se jake puchho, kisi bahke hue diwane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se jaam may hi to, jaruri nahi jeene ke liye kisne majbur kiya hai tumhe, peene ke liye tauba karne hi chale the, ke rukhe roshan par tauba karne hi chale the, ke rukhe roshan par chha gayi kaali ghata, julf bikhar jane se chha gayi kaali ghata, julf bikhar jane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se tumne jab bhi, rukhe maasum pe dali najre humne sharma ke, sare bazm jhuka li najre teri jhukti hui najro ka, ishara to kar teri jhukti hui najro ka, ishara pakar humne takra diya paymane ko, paymane se humne takra diya paymane ko, paymane se kabhi aankho se pilaai, kabhi paymane se