SONG: Tere Hatho Me Apni Jindagi Ka Saaj Dete Hai - तेरे हाथों में अपनी जिंदगी का साज देते हैं

Tere Hatho Me Apni Jindagi Ka Saaj Dete Hai - तेरे हाथों में अपनी जिंदगी का साज देते हैं

LYRICS:
tere hatho me apni jindagi ka saj dete hai chale aao bhari mahfil se hum aawaz dete hai hosh aaya to rangin najare na rahe naz tha tum pe magar tum bhi hamare na rahe naz tha tum pe magar tum bhi hamare na rahe aaj apne bhi najar aate hai begane se aaj apne bhi najar aate hai begane se jinki azmat ko dilo ja se saraha hamne jindagi bhar jinhe pooja jinhe chaha hamne jindagi bhar jinhe pooja jinhe chaha hamne but wahi tute hue nikle hai but khane se but wahi tute hue nikle hai but khane se aaj apne bhi najar aate hai begane se aaj ki rat mere hosh uda de saki mai nahi hun to mujhe jahar pila de saki mai nahi hun to mujhe jahar pila de saki warna mai uth ke chala jaunga maykhane se warna mai uth ke chala jaunga maykhane se