SONG: Tere Gam Ke Sahare Ji Rahi Hai Zindagi - तेरे गम के सहारे जी रही है जिन्दगी मेरी

Tere Gam Ke Sahare Ji Rahi Hai Zindagi - तेरे गम के सहारे जी रही है जिन्दगी मेरी

LYRICS:
tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri judai jahar hai par pee rahi hai jindagi meri mere sine pe aise teer chhode hai jamane ne mere sine pe aise teer chhode hai jamane ne ki dil ke jakham ab tak see rahi hai jindagi meri ki dil ke jakham ab tak see rahi hai jindagi meri meri duniya mein tu aaye ujala pyar ka chhaye meri duniya mein tu aaye ujala pyar ka chhaye kisi hasart ko lekar jee rahi jindagi meri kisi hasart ko lekar jee rahi jindagi meri kahani dard ki ab kah rahi hai dil jale aansu kahani dard ki ab kah rahi hai dil jale aansu fasana pyar ka likhati rahi jindagi meri tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri