SONG: Tere Dil Se Dil Takra Gaya - तेरे दिल से दिल टकरा गया

Tere Dil Se Dil Takra Gaya - तेरे दिल से दिल टकरा गया

LYRICS:
tere dil se dil takra gaya do jaha ki khushiya mil gayi tera hath, hath me aa gaya mere dil ki kaliya khil gayi tere dil se dil takra gaya do jaha ki khushiya mil gayi teri muskurahato ki kasam teri ik najar se mere sanam teri ik najar se mere sanam mera pyar girafat me aa gaya meri dhadkane hi badal gayi tere sath sath chala jo dil mili manzile use pyar ki mili manzile use pyar ki tu najr me aisa sama gaya ki umange dil ki machal gayi tera hath, hath me aa gaya mere dil ki kaliya khil gayi wo andheri galiya jaha kabhi na jali shama kisi pyar ki na jali shama kisi pyar ki wo andheri galiya jaha kabhi na jali shama kisi pyar ki na jali shama kisi pyar ki ye asar hai tere hi pyar ka ke hazaar shamme jal gayi tere dil se dil takra gaya do jaha ki khushiya mil gayi tera hath, hath me aa gaya mere dil ki kaliya khil gayi