SONG: Tere Dil Ka Makaan Saiya Bada Aalishaan - तेरे दिल का मकान सईया बड़ा आलिशान

Tere Dil Ka Makaan Saiya Bada Aalishaan - तेरे दिल का मकान सईया बड़ा आलिशान

LYRICS:
tere dil ka makan saiya bada aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna khali dil ka makan banke aaja mehman ye na pucho meri jan hai kiraya kitna tere dil ka makan saiya bada aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna khali dil ka makan banke aaja mehman ye na pucho meri jan hai kiraya kitna jadugar shokin bajaye mithi mithi been jadugar shokin bajaye mithi mithi been geet ched rangin liya mera chota sa dil chin teri bina ki ye tan saiya badi aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna khali dil ka makan banke aaja mehman ye na pucho meri jan hai kiraya kitna ched du aisa rag laga du tan man me ek aag ched du aisa rag laga du tan man me ek aag julf teri ke nag bhi jaye tadap tapap ke jag meri been ki tum ho jan mere jadu ki kaman ye na pucho meri jan hai kiraya kitna tere dil ka makan saiya bada aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna cheda aisa geet ke jaise jadu ka sangeet cheda aisa geet ke jaise jadu ka sangeet ek din ki pahchan ban gayi janam janam ki prit teri pahli pahli pahchan badi aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna khali dil ka makan banke aaja mehman ye na pucho meri jan hai kiraya kitna been machaye dhum tu nagan ban ke jhum been machaye dhum tu nagan ban ke jhum aaj hamara raj hai kal kya hoga kya malum mujhko samjhi tu anjan apne premi ko pahchan ye na pucho meri jan hai kiraya kitna tere dil ka makan saiya bada aalishan bolo bolo meri jan hai kiraya kitna