SONG: Tere Darbar Me Teri Sarkar Me, Leke Aayi Hu Pyar - तेरे दरबार में तेरी सरकार में, लेके आई हूँ प्यार

Tere Darbar Me Teri Sarkar Me, Leke Aayi Hu Pyar - तेरे दरबार में तेरी सरकार में, लेके आई हूँ प्यार

LYRICS:
tere darbar me teri sarkar me leke aayi hu pyar ba adab bamulahija hoshiyar tere darbar me teri sarkar me leke aayi hu pyar ras ke aaftab ho ras ke maahtab ho ya ho rangin bahar ba adab bamulahija hoshiyar bewafa nasib hai mai to bewafa nahi pyar ke siwa meri koi bhi khata nahi bewafa nasib hai mai to bewafa nahi pyar ke siwa meri koi bhi khata nahi fir bhi mere waste dil me kya jagah nahi dekhiye to pyar se bhi ek bar ba adab bamulahija hoshiyar tere darbar me teri sarkar me leke aayi hu pyar ba adab bamulahija hoshiyar tujhse hi ye jindagi tujhse hi nasib hai dil ko kuch na chahiye tu agar karib hai tujhse hi ye jindagi tujhse hi nasib hai dil ko kuch na chahiye tu agar karib hai mil sake na pyar to badshah garib hai dil me aa bhi jayiye leke karar ba adab bamulahija hoshiyar tere darbar me teri sarkar me leke aayi hu pyar ras ke aaftab ho ras ke maahtab ho ya ho rangin bahar ba adab bamulahija hoshiyar ba adab bamulahija hoshiyar ba adab bamulahija hoshiyar