SONG: Tere Bina Soona Soona Man Ka Mera Angna - तेरे बिना सुना सुना मन का मेरा अंगना

Tere Bina Soona Soona Man Ka Mera Angna - तेरे बिना सुना सुना मन का मेरा अंगना

LYRICS:
tere bina suna suna man ka mera angna o bichhde huye sajna man ka mera angna o bichhde huye sajna hamse mile tum sanam tumse mile hum mit gaye mit gaye dil ke sare gum sanam ho tumse mile sanam hum tumhari rani ho tum hamare rajna ho rajna man ka mera angna o bichhde hue sajna man ka mera angna o bichhde hue sajna mohabbat teri thi jisne dil me nasur kar diya ummid milne ki thi jine ko majbur kar diya jalim thi ye duniya jisne hamko dur dur kar diya dur kar diya dur dur kar diya humko tumse pyar hai tumko hamse pyar hai bich me ye kisliye ho duniya ki diwar hai ho duniya ki diwar hai hum tumhari rani ho tum hamare rajna ho rajna man ka mera angna o bichhde hue sajna tere bina suna suna man ka mera angna o bichhde hue sajna man ka mera angna o bichhde hue sajna