SONG: Tere Bina Saajna Dil Mera Chain Nahi Payega - तेरे बिना साजना दिल मेरा चैन नहीं पायेगा

Tere Bina Saajna Dil Mera Chain Nahi Payega - तेरे बिना साजना दिल मेरा चैन नहीं पायेगा

LYRICS:
tere bina saajana haye dil mera o o chain nahi paayega o chain nahi paayega aap jalega dil mera haye dil mera o o mujhko jalaayega ye chain nahi paayega kaahe ko di thi baalam nishaani kaahe ko di thi baalam nishaani dekh ke royegi meri jawani meri jawani sawan ka jab mahinaa aayega sawan ka jab mahinaa aayega dil mera haye dil mera o chain nahi paayega ye chain nahi paayega doli me baith ke sakhi jab jaayegi doli me baith ke sakhi jab jaayegi aankhe meri haye neer bahaayegi naar bahaayegi guzra zamaana yaad aayega guzra zamaana yaad aayega dil mera haye dil mera o chain nahi paayega ye chain nahi paayega tere bina sajanaa aa aa